TEST

Friday, September 26, 2014

Ek Aansu Gira Mere Daaman Mein



Ik Aansu Gira Mere Daaman Mein, Kuch Samajhe Na Hua Kya Tha,
Jo Tum Mujhse Ab Pooch Rahe The, Wo Me Khud Se Poocha Karta Tha
Jab Ugte Din Ke Daaman Me, Wo Khusbu Mahaka Jaati Thi
Jab Subah Sambhale Anchal Wo Aage Se Gujar Kar Jati Thi
Fir Andhiyare Ki Chaadar Ko, Wo Raat Odh Kar Aati Thi
Uski Meethi Yaaden Dekar, Wo Mujhko Tadpa Jati Thi
Jab Saamne Mere Rahti Thi,,To Dil Ye Dhadkta Rahta Tha
�Pyar Me Us Se Karta Hu�, Ye Khud Se Kehta Rehta Tha
Fir Ik Din Aisa Aaya, Jab Wo Shehar Chhod Ke Chali Gyi
U Lagta Tha Maano Kismat, Ab Muh Mod Ke Chali Gayi
Par Samajh Me Tab Bhi Na Aaya, Kyu Aansu Gira Mere Daaman Mein
Ab Us Pal Hai Intezaar, Jab Aayegi Wo Saawan Mein�.


Collected By :
! ! ! Shaiprajapati ! ! !

Posted by bhagyesh chavda at 8:56 AM
Email ThisBlogThis!Share to XShare to FacebookShare to Pinterest
Labels: Arzoo, Collection Shayari, Dard Shayari, Dreams, Gazal, Hindi Kavita, Pyar, Tamanna, Yaad

No comments:

Post a Comment

Newer Post Older Post Home
Subscribe to: Post Comments (Atom)

About Me

bhagyesh chavda
View my complete profile

Blog Archive

  • ►  2015 (27)
    • ►  May (2)
    • ►  April (4)
    • ►  March (13)
    • ►  February (8)
  • ▼  2014 (48)
    • ►  November (1)
    • ►  October (8)
    • ▼  September (16)
      • Azeez
      • Kuch Khoi Khoi Aankheen
      • Rubaroo
      • Mazaar-E-Dil
      • Miss You
      • [ Kash Mai Qazi Hota ]
      • Ek Aansu Gira Mere Daaman Mein
      •  
      • EK SHAHENSHAH NE DOWLAT KA
      • Mein Naa Hota Toh
      • Hijr
      • Mizaj-E-Yaar
      • Good Morning
      • Incrediable India: kovalam beac
      • Zindgi Se Gila
      • Mom & Dad
    • ►  July (23)
Simple theme. Powered by Blogger.