TEST

Friday, October 3, 2014

Wafa K Diye




Kabhi bahar ne luta huwe hain dhoul kabhi
Alam naseeb shagufe bane hain phool kabhi
Hawa ko raaz daan samjha toh kab yeh socha tha
Wahan banti hai choti si ek bhul kabhi
Kaheen yeh khaar adawat'kaheen mileen gey sahraab
Safeer shoq,tokaf na kar fazool kabhi
Tamaam umr wafa k diye jalaey they
Hui na apni hi mehnat mujhye wasool kabhi
Jisey bhi apna kaha, dil se apna jana hai
Mere mezaaj ne badle naheen asoul kabhi
Hai dil k wastey nuskha tamaniyat angeez
Jo shey zameer ko rondhe'na kare qabool kabhi
" Qadeer " ubhar kar yeh suraj paygam deta hai
Shekasdagi seher par na ho maloul kabhi


Collected By :
! ! ! Shaiprajapati ! ! !
Posted by bhagyesh chavda at 9:39 AM
Email ThisBlogThis!Share to XShare to FacebookShare to Pinterest
Labels: Arzoo, Collection Shayari, Dard Shayari, Dreams, Gazal, Hindi Kavita, Intezar, Pyar, Yaad

No comments:

Post a Comment

Newer Post Older Post Home
Subscribe to: Post Comments (Atom)

About Me

bhagyesh chavda
View my complete profile

Blog Archive

  • ►  2015 (27)
    • ►  May (2)
    • ►  April (4)
    • ►  March (13)
    • ►  February (8)
  • ▼  2014 (48)
    • ►  November (1)
    • ▼  October (8)
      • Kuch To
      • Good Morning
      • Tijarat
      • Distance doesn't Matter
      • G.F.
      • Wafa K Diye
      • Kaash ke ishq ki sada se mehroom
      • Dil lagane se pehle usne muje roka na tha
    • ►  September (16)
    • ►  July (23)
Simple theme. Powered by Blogger.